Thursday, 8 June 2017

Namaz-E-Jummua Ko Chorny Ki Waeed

No comments:
Namaz-E-Jummua Ko Chorny Ki Waeed
Knowledge for Muslims
Mafhoom-E-Hadees
Pyary AAQA (Aap Pr Behad Durood-O-Salam Ho ) Ne Irshad Frmaya: Log Jummua Ki Namaz Chorny Sy Baaz Aa Jayen Nahin To Allah Ta'ala Un Kay Dilon Pr Mohr Lga Dy Ga Phir Woh Ghafilon Mein Sy Ho Jayen Gy.
(Sahi Muslim,865)

Wednesday, 7 June 2017

Sunday, 4 June 2017

Durood-E-Pak ki Fazilat

No comments:
Durood-E-Pak ki Fazilat
Knowledge for Muslims

Hazrat Abu Al Mavahab frmaty kay mein ny khuwab mein Nabi-E-Kareem (Aap par Behad Durood-O-Salam ho) ko dekha. Nabi-E-Kareem (Aap par Behad Durood-O-Salam ho) ne Mujh sy farmaya kay: Qayamat kay din Tum aik lakh bandon ki shafa'at kro gy. Main ne arz ki: Ya RUSOOLULLAH ! Main kaisy is qabil hua? Irshad frmaya: Is liye kay Tum Mujh pr Durood-E-Pak parh kr is ka sawab Mujhy nazar kr dety ho.         (Al Tabqat Ul Qubra Lil Sherani, Page101)

Rozana kam az kam 313 bar Durood-E-Pak parhny ki niyat kr li jiye.


 
back to top